Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
HAZRAT MUFTI ASIF LAJPURI saahib دامتبرکات kaa SpeciaL Aaj ka Sabaq Valentine Day ki Haqeeqat. Pyaar ki Aad mein Zeenaah ki Daawat Download Audio يَا أَيُّهَا الَّذِينَ آمَنُوا تُوبُوا إِلَ اللَّهِ تَوْبَةً نَّصُوحًا Surah (No.66) Tahreem, Aayaat No.08 (66:08 part) Mafhumi Tarjama : aye Imaan walon, Tavbaah karo ALLAH ke aage Saaf DiL se... Mafhum e Hadees : Jab Terey Andar Haya aur Sharam hi Nikal jaaye toa Tu jo chaahe wo kar... • Point...Nukta...• Hayaa ka Level itna Nichey aa gaya hai ke BIBI (ladies) aur BIWI (Wife) mein Farq Nahin raha hai...Aaj Ek Dost Apney dusrey Dost ki Biwi ko Dost ke Saamney hi Valentine Card aur Phool detey hue You Are My Valentine Fakhr ke saath kehta hai...