Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 543_ MAL | Waadaah Khilaafee- Renege-02 Download Audio AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db Hazrat Huzaifaah razi. ka ImaanAfrooz Qissaa -2 Gujishta kal Aaj Ka Sabaq No. 542 mein Hazrat Mufti Asif Laajpuri sb db ne bataayaa tha ke RasuluLLAAH صلی اللہ علیہ وسلم kee Ziyaarat ke liye Hazrat Huzaifaah Ibn ul Yamaan razi. aur Uunke Waaleed Muhataram Hazrat Yamaan razi. Makkaah se Madinaa jaa rahey they....Raastey mein Abu Jahl ke Qaafle ne dono ko Rok liya aur Madinaa jaaney ke liye dono se es Shart par Zabran Waadaah liya ke dono Madinaa jaakar sirf RasuluLLAAH صلی اللہ علیہ وسلم kee Ziyaarat ka Sharf haaseel karenge aur RasuluLLAAH صلی اللہ علیہ وسلم ke Saath Gazwa e Badr mein Sharik Naheen honge....Majburee mein dono ne ye Waadaah kar liya kyuke agar dono Waadaah Naheen kartey toa uunhe Madinaa jaaney Naheen diyaa jaataa....Abu Jahl ko bhee dono ke ...