Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
Aaj ka Sabaq no 68 Huquq ul Ibaad no 56 Download Audio AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db Ekhlaas ki Barkat !! kal Aaj Ka Sabaq mein Hazrat Mufti Asif Laajpuri sb db ne bataya tha kisi ki bhi AabruRehzee kiye bagair ALLAH ki Rizaa ke liye Logon ko Khamooshi-Tanhaae mein uunke Aib bata dijiye... Ab Aage Padhiye : Hazrat Mufti Taqee Usmaani Sahib db ke WaleedMuhataram aur Sahib e mAareef ul QurAan-Hazrat Mufti Shafee Sahib Deobandi rh ka Qaul hai ke jab Hum ALLAH ki Rizaa ke liye Logon ko uunke Aib Khamooshi-Tanhaae mein batlaayenge toa Es Ekhlaas ki Barkat se Logon ko Apnee Islaah karneka Qudrati Zasba Paidaah honga lekin agar Hum es mein Nafs ki Rizaa daakhil karenge toa wo ye samjega ke Mujhe logon mein Zaleel karne ki Niyyat se Nasihat ki hai aur Nasihat karnewale se Nafrat karenga !! . Nukta . Ahl e Dunya sirf Kaam Dekhte hai, Ekhlaas Nahin... ALLAH sirf Ekhlaas Dekhta hai, Kaam Nahin... Note : Aaj ka Sabaq ki Simaaet ...