Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 578 _ MAL | Avlaad kee islaah-10 Download Audio AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db Jab Bachchaa 7 Saal ka ho jaaye toa uusey Namaaz kee Taaqeed shuru karney ka Hukm hai aur jab Bachchaa 10 Saal ka ho jaaye aur agar wo Namaaz ada Naa karey toa uusey halka Maar maarney ka Hukm hai....essey ye Saabit hota hai ke jab tak Bachchaa 7 Saal ka Naa ho jaaye tab tak uusey Namaaz - Rozeh ka Mukallaf karna Zaruree Naheen hatta ke aksar log 7 Saal se pehle Bachchey ko Rozah rakhwaaney kee Fiqr mein lage rahtey hai taakey Padoosee, RishteDaar, Dosto ke Saamney Badaai Maar sakey.... Hakim ul Uummat - Mujaddeed e Millat Hazrat Mavlana Shah AshrafAlee Sahib Thaanvee rh eskey Bahoot badey Mukhaalif they ke Bachchey par 7 Saal se pehle ye Booj daala jaaye.... Nukta...Point.... Hukm ke Khilaaf chalna Hamaaree Aadat hai....7 Saal se pehle Bachchey ko Namaaz ...