Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 621 _ MAL | Eidein kee Raaton kee Fazeelat Download Audio AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db Eidein kee Raaton kee Fazeelat Mafhum e Hadees : Jo Eidein (Eid ul Fitr/Rama'Zaan Eid aur Eid ul Azha/Bakraa Eid) kee (Pichhlee) Raaton mein Sawaab talab karney ke liye BeDaar (Ebaadat ke liye jaagta) raha uuska DiL uus Din Zindaah rahengaa jis (Qayaamat ke) Din Sab ke DiL Murdaah honge... (Ibn e Maajaa) Inaam kee Raat Eid kee Raat ko Lai La TuuL Jaayzaa yaanee Inaam kee Raat kaha jata hai yaanee ALLAH ke taraf se Inaam diya jata hai !! ---------------------------------- RaDd e MudDaaee: Sabaq ki Simaaet (audio) ki Aham Baaton ko is Parchey (pamphlet) mein shaameel karney ki har mumkeen koshish ki gayee hai Phir bhi is Parchey (pamphlet) ke Aq’s e Barqi (electronic image) se Ilm haasil karney se Pehle ya Baad mey Sabaq ki Simaaet (Audio) sunney ki Raa...