Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 550_ MAL | Khayaanat- unTrustWorthiness -04 Download Audio AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db Aareeyat : Bagair Ijaazat Padoseeyon ke Bartan ka Istemaal bhee Khayaanat hai !! Deen e Islaam mein har baat kee Rahnumaaee kee gayee hai chaahey wo Padoseeyon ke Bartan ka Istemaal ho ya Rishtedaar kee Miraas ho.... Hakim ul Uummat - Mujaddeed e Millat Hazrat Mavlana Shah AshrafAlee Sahib Thaanvee rh Farmaatey hai ke jab Padoos se koi Khaaney-Peeney kee Cheez bhejee jaatee hai toa uusey Apney Bartan mein daalkar Padoosee ka Bartan favran lautaa do kyuke wo Bartan Aap ke Paas Bataur e Aareeyat ke aaye hai, Aap ko uuska Maalik Naheen banaya gaya hai....magar Aksar Gharon mein Padooseeyon ke Bartan Mahino tak Padey rahte hai aur Istemaal kiye jaate hai....ye Amal bhee Padooseyon ke Saath Khayaanat hai !! Haraam Akhbaar !! Darwaazey ke Handle par Akhabaarwala Sub...