Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
Click Here to Download Audio Audio Download karne ke liye yaha Click kare Ayyaam e Beez ka Extra Sabaq RasulALLAH sal Peer (Monday) aur JumeyRaat (Thursday) ke din Rozah rakha karte thay isi tarah Ayyaam e Beez (Chaand ki 13,14,15 tareekh) ka Rozah bhi rakha karte they. Kal 05 March ko JumeyRaat ko Chand ki 13 Tareekh hai yaani JumeyRAat aur Ayyam e Beez ka Pehla Rozah ek sath hai, Lihaza JumeyRaat, JumAa, Sanichar 05-06-07 March ke 3 Din ka Rozah rakhne ka Ehtimaam kijiye aur Double Sawaab haasil kijiye. --- DeenooDunya mey Kaamyaab hone ke liye Hazrat Ebraheem a.s. ki ye DuAa ka Ehtimaam kijiye : Rabbana Aa’tinaa Fid-Duniya Hasa-na-taw wa fil Aakhirati Hasa-na-taw wa Qee-naa Azaaban Naar Surah Baqarah Aayaat No. 201 (02:201) ---------------------- RaddeMudDaaee : Sabaq ki Audio ke Mutabiq ye Image ka Mazmun banaane ki har mumkeen koshish ki gayee hai lekin chunki ye mazmun/image banaanewala ek gairAalim hone ke waj...