Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | AAJ KA SABAQ No. MAL-AKS-137 | Huquq ul Ibaad/Human Rights - 125 Download Audio AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db A'alaa Hone ka Ghalat Gumaan Nikaalo... kal Aaj Ka sabaq mein Hazrat Mufti Asif Laapuri sb db ne ye Mafhum e Hadees Bataayee thee ke Tum Sab (hazrat) Aadam (a.s.) ke Betey ho aur (hazrat) Aadam (a.s.) Mitti se Paidaah hue hai aur Tashree mein ye kaha tha ke kisi ke DiL mein ye Gumaan/ghamand ho ke mai Khaandaan ya Nasab ke etbaar se A'la hu toa wo ye Ghalat Gumaan Nikaal de kyuke ALLAH ke qareeb Izzat wale sirf Muttaqee log hi hai chaahe wo koi bhi Khaandan/Kabeley ke ho... Ab AAge Padhiye... Insaan ko Dimaag se ye Ghalat Gumaan Nikaal dena chhaheeye ke Mai Fulaa ka Baap-Beta-Poota-Nasaawsa, Bhatija,Bhaanja hu Jo Badey Maaldaar, Neta, Doctor, Nawaab, Muftee, Aalim, Peer, Buzurg, Mukarrir thea, Mera Nasab- Khaandaan, Qabeelaa, Biraadari A'laa hai.....