Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 242 _MAL | Huquq ul Ibaad/Human Rights - 231 Download Audio AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db Puraaney Talluq-Rishtey Na Toodna bhee Imaan ka Ek Hissa hai !! Rishtaa Nibhaana bhee Huquq ul Ibaad kee Adaaygee hai !! Mafhum e Hadees : (tAaluk hone ke baad) Kisee ke Satth Achchhee tarah Nibaah karna bhee Imaan ka Ek Hissa hai !! Tashreeh : Mua'meen ka ye kaam hai ke jab uuska kisee ke saath tAalluq Qaayam ho jaaye toa uusko Naa Toodey, uusko Nibhaaye !! Hazrat Maa Sayeedaah Khadeejaa razi. kee Wafaat ke Lambey Arsey ke baad Ek Martaba Ek Khatoon RasulALLAH صلی اللہ علیہ وسلم ke ghar Tashreef laayee thee toa RasulALLAH ne Bahoot Achchhee tarah Khatoon kee Mahmaan Nawaazee kee thee, baad mein Hazrat Maa Sayeedaah Aishaa razi. ke Khatoon ke Baarey mein Puchhney par RasulALLAH صلی اللہ علیہ وسلم ne bataya ke ye Khaatoon ...