Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 193 _MAL | Huquq ul Ibaad/Human Rights - 181 Download Audio AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db NaaSabree Bahoot Badey-Badey Nuqsaanaat ka Sabab hai !! Aaj Ka Sabaq mein Hazrat Mufti Asif Laapuri sb db ne Gujishta kal ye Batayaa tha ke Jis Tarah Do Insaano ki Shakal Ek jaisee Naheen hai es Tarah Do Insaan ke Mijaaz bhee alag alag hai es liye agar Insaan Sabr ka Daaman Naheen Thaamenga toa ye Dunya ka Nizaam bhee Jaanwaron jaisa ho jaayenga, esliye ALLAH ne Sabr ka Hukm diya taake Insaan ke liye Huquq ul Ibaad kee Adaaegee Aasaan ho jaaye... Aage Padhiye.... Insaan kitna bhee Bada ho lekin uusey kisee se bhee NaaGeeraanee-NaaRaazgee hotee hee hai...MaapBaap aur Beta-Betee ke darmiyaan BeHad Mahabbat hotee hai es tarah Miya-Biwee, Bhai-Bahen, Bahen-Bahen, Bhai-Bhai, wagai...