Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 403 _MAL | Huquq ul Ibaad/Human Rights - 392 Download Audio AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db Miraas kee Saheeh Taqseemaat ImaanDaaree se Naheen karna bhee Suud, Rishwat, Haraam Kamaaee kee Tarah Kabeeraa Gunaah hai !! Miraas ko Taqseem Naheen karneka Ek aur Bahaana Miraas ke NaaHaq Qabzedaar ye detey hai ke Abhee Real Estate mein Mandee (faltering) hai, Bazaar Bhaaw Naheen milenga esliye jab Teezee aayengee tab Marnewale kee Zameen yaa Makaan-Dukaan bachenge...ye kahkar Saalon Saal Miraas ko Rok rakhtey hai aur 24 Ghantey kee ALLAH kee Naaraazgee Khareedtey hai !! Hadees ke Mafhum ke Mutaabiq kisee ne kisee kee Ek Baalis Zameen NaaHaq le lee toa Qayaamat mein Jab wo Apnee Qabr se uuthenga toa Saato Zameen tak uus Ek Baalis Zameen kee Mitti Nikaalkar uuska Haar banakar Zameen Gasap karney waley ke Galey mein uus Waqt tak Pahenaa diy...