Skip to main content

Posts

Showing posts from January 24, 2016

Aaj ka Sabaq

No.1 Website for Aaj ka Sabaq | AAJ KA SABAQ No. MAL-AKS-109 | Huquq ul Ibaad/Human Rights - 97 Download Audio AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db Taanaa-Tanz - 2  وَلَا تَلْمِزُوا أَنفُسَكُمْ  Surah (No.49) Hujuraat, Aayaat No.11 part (49:11 part) Mafhumi Tarjama : ..aur Ek Dusron ko Taana mat diya karo.... Eska Ek Aur bhi Tarjamai hai : Hum zarur sochenge ke Khud ko Taanaa deney se Kiya Muraad hai ???  Aaj ka Sabaq mein es ka Khulaasa Hazrat Mufti Asif Laajpuri sb db ne ye diya ke jab hum kisi ko Taanaa denge toa wo Taana hum par bhi Uuchhalkar-Bounce hokar aayenga yaani jisko hum Taana denge wo humey bhi Taana deneke Mokey ki zarur Talaash karenga...!!! Mafhum e Hadees ke mutabiq Taana Dena Zubaan se ho Chaahe Amal se ho Haraam hai... Amal se Taana deney se ye Muraad hai ke uuski Naqal-acting karke uusey Zaleel karna-ruswa karna... • Point...Nukta...• Taana-Tanz deney mein Avratey Bahoot hi Maaheer...

Aaj ka Sabaq

No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Dars e QurAan No. MAL-AKDEQ-43 | Surah Baqarah Hissa No. 27 Download Audio Aaj Ka Dars e QurAan by Hazrat Mufti Asif Laajpuri sb db

Aaj ka Sabaq

No.1 Website for Aaj ka Sabaq | AAJ KA SABAQ No. MAL-AKS-108 | Huquq ul Ibaad/Human Rights - 96 Download Audio AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db Taanaa-Tanz - 1  وَلَا تَلْمِزُوا أَنفُسَكُمْ وَلَا تَنَابَزُوا بِالْأَلْقَابِ  Surah (No.49) Hujuraat, Aayaat No.11 part (49:11 part) Mafhumi Tarjama : ...aur Ek Dusron ko Taana mat diya karo aur Ek Dusron ko Burey Naamo se (ya laqabo se) Naa Pukaara karo.... وَيْلٌ لِّكُلِّ هُمَزَةٍ لُّمَزَةٍ Surah (No.104) HuM-Zati, Aayaat No.01 (104:01) Mafhumi Tarjama : Badi Kharabi hai Har Aisey Shakhs kee jo Peeth Pichhey Aeb Nikaalney wala ho (aur) Ru-ba-ru mein Taanaa Deneywala ho.... # Burey Laqabo se kisi ko Pukaarkar uuska Mazaaq uudaana aur uusey Taanaa dena bahoot hi Buraa kaam hai kyuke baad mein dusre log bhi inhee Alfaaz ka Istemaal uus BeChaarey ke liye karte hai yaha tak ki uuska Naam-Laqab Awaam mein MashHuur ho jata hai phir Badey toa kya Bachchey bhi uunhe esee Laqab...

Aaj ka Sabaq

No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Dars e QurAan No. MAL-AKDEQ-42 | Surah Baqarah Hissa No. 26 Download Audio Aaj Ka Dars e QurAan by Hazrat Mufti Asif Laajpuri sb db

Aaj ka Sabaq

No.1 Website for Aaj ka Sabaq | AAJ KA SABAQ No. MAL-AKS-107 | Huquq ul Ibaad/Human Rights - 95 Download Audio AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db Avraton mein Maaddaah e Mazaaq Ziyaadaah hota hai... يَا أَيُّهَا الَّذِينَ آمَنُوا لَا يَسْخَرْ قَوْمٌ مِّن قَوْمٍ عَسَىٰ أَن يَكُونُوا خَيْرًا مِّنْهُمْ وَلَا نِسَاءٌ مِّن نِّسَاءٍ عَسَىٰ أَن يَكُنَّ خَيْرًا مِّنْهُنَّ وَلَا تَلْمِزُوا أَنفُسَكُمْ وَلَا تَنَابَزُوا بِالْأَلْقَابِ بِئْسَ الِاسْمُ الْفُسُوقُ بَعْدَ الْإِيمَانِ وَمَن لَّمْ يَتُبْ فَأُولَٰئِكَ هُمُ الظَّالِمُونَ Surah (No.49) Hujuraat, Aayaat No.11 (49:11) Mafhumi Tarjama : aye Imaanwaalon, Hasi-Mazaaq Naa Uudaaye koi (ek) Qaum kisi Dusri Qaum ki (ya Ek Insaan Dusrey Insaan ki kyuke) ho sakta hai (jinka Mazaaq Uudaaya jaa raha hai wo Mazaaq Uudaaney walon se)  Behtar ho aur (koi) Avratey bhi Dusri Avraton ka Mazaak Naa Uudaaye kya Baeed hai ke jin Avraton ka Mazzaq Uudaaya ja raha hai wo Mazaaq Uudaaney wali (Avraton) se B...

Aaj ka Sabaq

No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Dars e QurAan No. MAL-AKDEQ-41 | Surah Baqarah Hissa No. 25 Download Audio Aaj Ka Dars e QurAan by Hazrat Mufti Asif Laajpuri sb db

Aaj ka Sabaq

No.1 Website for Aaj ka Sabaq | AAJ KA SABAQ No. MAL-AKS-106 | Huquq ul Ibaad/Human Rights - 94 Download Audio AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db Jismein koi Jhuth-Faish Baat Naa ho aur Kisika DiL bhi Naa Tutey,  Koi Bura Naa Maaney Aisa Mazaaq Jaiz hai... Aaj Ka Sabaq mein kal Hazrat Mufti Asif Laajpuri sb db ne bataya tha ke ke Jhuth, Gair Sharee ya Faish Baat Bagair wali wo Mazaaq jismein kisi ko Bura Naa lage, kisi ka DiL Naa Dukhey, Kisi ki Zeellat Naa ho, Sirf Dosto/Logon ko Hasana Maqsad ho wo Mazaaq Jaiz hai jaisey...   Ab Aage Padhiye... * Ek Sahabi razi. ke Sawaari (Ride) ke liye Uut (camel) maangney par RasulALLAH   صلی اللہ علیہ وسلم  ne kaha ke Mai Tumhe Ek Uutnee ka Bachchaa deta hu...Sahaabi razi. ne kaha ke Mai Safar karna chahta hu...Uut ke Bachchey par Safar kaisey Karunga ?? RasulALLAH   صلی اللہ علیہ وسلم  ne kaha ke Mai Tumhe jo Uut de raha hu wo bhi toa kisi Uutnee ka Bachchaa hi ha...

Aaj ka Sabaq

No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Dars e QurAan No. MAL-AKDEQ-40 | Surah Baqarah Hissa No. 24 Download Audio Aaj Ka Dars e QurAan by Hazrat Mufti Asif Laajpuri sb db

Aaj ka Sabaq

No.1 Website for Aaj ka Sabaq | AAJ KA SABAQ No. MAL-AKS-105 | Huquq ul Ibaad/Human Rights - 93 Download Audio AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db Kisiko bhi Haqeer Samajhney ki aur uuski Mazaaq Uudaaney ki  ShareeAt mein bilkul Ijaazat Nahin hai... Aaj Ka Sabaq mein kal Hazrat Mufti Asif Laajpuri sb db ne bataya tha ke ...Hazrat ZunNuun Al Misree rh ko kisine Kuttey se BadTar kaha....Mureedon ne Jawaab Nahin deney ki wajeh puchhee toa kaha " Mai Kuttey se BadTar hu ya Behtar hu ye mujhe abhi pata Nahin hai (??) es liye kya jawaab du ?? ye pata toa mujhe bhi Qayaamat mein chalenga jab mere liye Jannat ya Dozakh ka Faislaah honga !! agar Dozakh ka faislaah hua toa mujhe Kuttey se BadTar kahne wala Sachchaa hai !! “ Ab Aage Padhiye... Mafhum e Hadees : Bahoot se aisey log hotey hai Jinke baal bikhrey hue hotey hai, chehrey par mitti jamee hue hoti hai, Jab wo logon ke Darwaaje par jaatey hai toa log Dhakke dekar bhaga detey hai lekin ALL...

Aaj ka Sabaq

No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Dars e QurAan No. MAL-AKDEQ-39 | Surah Baqarah Hissa No. 23 Download Audio Aaj Ka Dars e QurAan by Hazrat Mufti Asif Laajpuri sb db

Aaj ka Sabaq

No.1 Website for Aaj ka Sabaq | AAJ KA SABAQ No. MAL-AKS-104 | Huquq ul Ibaad/Human Rights - 92 Download Audio AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db Khudko Behtar-Aala Samajney ke Ruhaanee Marz ka Ruhaanee ilaaj : Mai Behtar ya Kutta ?? Aaj Ka Sabaq No. MAL-AKS-102 se Hazrat Mufti Asif Laajpuri sb db ne Surah (No.49) Hujuraat, Aayaat No. 11 (49:11) ka Tarjama batakar Mazaak uudaaney, Taana deney aur Burey Naam se Pukaarne ka Bayaan shuru kiya tha...Aaj uuska Tisra Bayaan hai... Mazaaq uudaaney wala Haqeeqat mein Khud ko Aala Samajney ke Ruhaanee marz (spiritual disease) mein Mubtila hota hai aur esee liye hi wo Dusro ko Adnaa-Chhota-Haqeer samajte hue uuska Mazaak uudaata hai, agar wo/hum Hazrat ZunNuun Al Misree rh ka ye Qisaa DiLoDimaag mein rakhey toa wo/hum kabhi kisiko Haqeer Nahin samjenga/ge... ...Hazrat ZunNuun Al Misree rh ko kisine Kuttey se BadTar kaha....Hazrat ZunNuun Al Misree rh ne eska koi Jawaab Nahin diya...Mureedon ne...

Aaj ka Sabaq

No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Dars e QurAan No. MAL-AKDEQ-38 | Surah Baqarah Hissa No. 22 Download Audio Aaj Ka Dars e QurAan by Hazrat Mufti Asif Laajpuri sb db

Aaj ka Sabaq

No.1 Website for Aaj ka Sabaq | AAJ KA SABAQ No. MAL-AKS-103 | Huquq ul Ibaad/Human Rights - 91 Download Audio AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db Mazaaq Uudaana : Ek Kabeera Gunaah aur ruhaanee Marz ka Sabab... يَا أَيُّهَا الَّذِينَ آمَنُوا لَا يَسْخَرْ قَوْمٌ مِّن قَوْمٍ عَسَىٰ أَن يَكُونُوا خَيْرًا مِّنْهُمْ وَلَا نِسَاءٌ مِّن نِّسَاءٍ عَسَىٰ أَن يَكُنَّ خَيْرًا مِّنْهُنَّ وَلَا تَلْمِزُوا أَنفُسَكُمْ وَلَا تَنَابَزُوا بِالْأَلْقَابِ بِئْسَ الِاسْمُ الْفُسُوقُ بَعْدَ الْإِيمَانِ وَمَن لَّمْ يَتُبْ فَأُولَٰئِكَ هُمُ الظَّالِمُونَ Surah (No.49) Hujuraat, Aayaat No. (49:11) Mafhumi Tarjama : aye Imaanwaalon, Hasi-Mazaaq Naa Uudaaye koi (ek) Qaum kisi Dusri Qaum ki (ya Ek Insaan Dusrey Insaan ki kyuke) ho sakta hai (jinka Mazaaq Uudaaya jaa raha hai wo Mazaaq Uudaaney walon se)  Behtar ho aur (koi) Avratey bhi Dusri Avraton ka Mazaak Naa Uudaaye kya Baeed hai ke jin Avraton ka Mazzaq Uudaaya ja raha hai wo Mazaaq Uudaane...

Aaj ka Sabaq

No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Dars e QurAan No. MAL-AKDEQ-37 | Surah Baqarah Hissa No. 21 Download Audio Aaj Ka Dars e QurAan by Hazrat Mufti Asif Laajpuri sb db