Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 270 _MAL | Huquq ul Ibaad/Human Rights - 259 AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db Download Audio Hazrat Imaam Ahmad Ibn e Hammbal rh ke Yahudi Padoosee ka Ajeeb Qissa Jisey Sunkar Hamara Sar Sharm se Jhuk jaayenga !! Sirf Mashwaraah karna hee Sunnat Nahee hai, Padooseeyo ke Huquq Adaa karna bhee Aham Sunnat, Husn e Akhlaaq kee Alaamat aur Huquq ul Ibaad kee Adaaygee hai !! Gujishta Aaj Ka Sabaq No. 268 aur 269 mein Hazrat Mufti Asif Laapuri sb db ne ye 8 Rishton ke Mutalliq bataya tha ke 1) Maa : Jannat Maa ke Kadmo ke Nichey hai !! 2) Baap: Baap kee Khushee mein ALLAH kee Khushee Mavjud hai (aur Baap kee Naaraazgee ALLAH kee Naaraazgee hai) 3) Shohar : Agar Insaanko Sajdaah karna Jaiz hota toa Biwee ko Hukm hota ke Apney Shohar ko Sajdaah karey !! 4) Biwee : Sabse Behtar wo Insaan hai jo Apneey Biwee-Bachchey ke Haq mein Behtar ho !! 5) Betaa...