Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 256 _MAL | Huquq ul Ibaad/Human Rights - 245 Download Audio AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db Biwee ke Saath Bhalaai Sirf Haj o Uumraah karna hee Farz aur Sunnat Nahee hai, Biwee ke Saath Bhalaai se Pesh aana bhee Aham Sunnat aur Huquq ul Ibaad kee Adaaygee hai !! Gujishta kal ke Aaj Ka Sabaq mein Hazrat Mufti Asif Laapuri sb db ne ye bataayaa tha ke Sayyeedaah Hazrat Maa Aisha Siddeeqaa razi. ke Qaul ke Mutabiq RasulALLAH صلی اللہ علیہ وسلم ne Kabhee Kisee Biwee par haath Naheen uuthaya aur Jab Kabhee Ghar mein Daakheel hotey toa Muskuraatey hue Daakakheel hotey !! Aage Padheeye : RasulALLAH صلی اللہ علیہ وسلم ne Apnee Aakhree Haj ke Khutbey mein mein bhee Biwee ke Saath Bhalaai karney kee Nasihat kee thee essey bhee ye mAalum hota hai ke Biwee ke Saath Bhalaai se Pesh karna kitna Aham hai !! Nu...