Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
Download Audio ...Tavbaah..! Hazrat Safwaan razi ki Tirmizi shareef ki Hadees ke Mafhum mutabiq Maghreeb (west) ki jaaneeb Tavbaah ka Darwaaza hai jo Qurb e Qayaamat Bandh kar diya jaayenga (phir Tavbaah Qubuul Nahin hongi) --- Sirf 3 Martaba ye DuAa padhiye, Tamaam Gunaah MuAaf honge inshaALLAH. ALLAHumma Magh-fi-ra-tuka Aw Sa’uu min Zunuubee wa Rahmatuka Arja Indee min A’mali. Tarjama : aye ALLAH... Teri Maghfirat (muaafi) merey Gunaaho se Ziyaadah hai wuAsat wali hai aur Mujhe apney Amaal se ziyaadaah Teri Rahmat ki uumeed hai…!! (Ara'bee Caligraphy & Urdu Translation Courtesy : Janaab Taha Momin, Bhiwandi, MahaRashtra) English, Hindi & Gujarati Transliteration Courtesy : Dr. Muneer Viraan, DM (Bom) Mumbai --- ~~ Qaul ~~ Gunaah Aur Tavbaah !! ~ Tavbaah ke bagar Rahmat ki uummeed karna, Tavbaah ki uummeed par Gunaah karna aur Zindagi ki uummeed par Tavbaah na karna Jahaalat hai ! ~ Gunaah ko Gunaah samajne se badi koi Neki nahi, Gu...