Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 488_ MAL | Huquq ul Ibaad/Human Rights - 477 Download Audio AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db MilanSaaree -5 Logon ke Saath Narmee, KhandaahPeshaanee ke Saath Pesh aana aur Ghule-Miley Rahna bhee A'ala Darje kee Aham Sunnat aur Huquq ul Ibaad kee Adaaygee hai !! Tavraat aur Injeel mein RasuluLLAH صلی اللہ علیہ وسلم kee dusree Sifaat ke saath ye 8 Sifaat bhee Bataayee hai : 1) AnPadh* Logon ke liye Nijaat Ban kar aayenge * AnPadh se Muraad Jo likhna Padhna Naheen Jaanta ye bhee hota hai ya jo Apney Rab se BeKhabar hokar Kufr-Shirk kee Jahaalat mein mubtilaa ho ye bhee hotaa hai. 2) Naa SakhtGo honge aur Naa Sakht Tabeeyat waley honge.. 3) Naa Buraaee ka Badlaa Buraaee se denge...(balkee Bhalaaee se denge)... 4) Naa Faaeesh honge... 5) Naa MutaFaaeesh honge... 6) Naa Baazaaron mein Shoor machaaney wale honge... 7) Muaafee aur Darguzar se Kaam lenge... 8) ALLAH uu...