Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 592 _ MAL | Soney ke Aadaab -02 Download Audio AAJ KA SABAQ by HAZfRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db Gujishta kal Aaj Ka Sabaq No.591 mein Hazrat Mufti Asif Laajpuri sb db ne Soney ke Aadaab mein se ye 3 Aadaab bataaye they : 1) Soney se Pehle Wuzu karna Farz/Zaruree toa Naheen lekin Sunnat hai...2) Soney ke liye jab Bistar par jaao toa Daayee (Right) Karwat par letey...(baad mein karwat badalney kee Gunjaaeesh hai) aur...3) ALLAH kee jaaneeb ruju karke ye DuAa Padhiye (aur phir mumkeen ho toa koi baat naa kijiye) : bismiLLAAHi, ALLAHumma As-Lamtu Nafsee Elay-ka wa WajJahtu Wajhee Elay-ka wa FawWazatu Amree Elay-ka wa AL-jAtu Zahree Elay-ka Rag-Ba-Tan wa Rah-Batan Elay-ka Laa Mal-J-A wala Man-J-A Min-ka- Ellaa Elay-ka Aa-Mantu BiKitaabee-KalLazee An-zal-Ta- wa Nabiyyi-KalLazee Ar-Sal-ta Mafhumee Tarjamaa : (mai) ALLAH ke naam ke Saath (sootaa hu)...aye ALLAH maine Meree Jaa...