Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 172 _MAL | Huquq ul Ibaad/Human Rights - 160 Download Audio AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db MuameenMirror Sifaat e Muameen Aaj Ka Sabaq mein Hazrat Mufti Asif Laapuri sb db ne Gujishta kal ye Mafhum e Hadees Batayee thee ke Muameen ka (ye) kaam Naheen (hai) ke : Kisee ko Taanaa de..., Kisee ko Laanat karey...,Kisee se Fahash (Gaalee) Baat karey..., Kisee se BadGooee karey...Aage Padhiye... Aage Padhiye... Hadees ki 3 Baaton kee Tafseer/Details Gujishta kal Aaj ka Sabaq mein bayaan kee Gayee thee, Aakhri Baat ye hai ke Muameen Kisee se BadGooee Naheen karta yaanee Kisee ke Saath Naa BadAkhlaaqee se Pesh aata hai Naa BadKalaamee karta hai...Naa Gaalee Deta hai Naa Kisee ko Taanaa deta hai Naa Kisee ko Burey Laqabo ke zariye Pukaarta hai Naa Kisee kee Buraaee-gheebat karta hai Naa Kisee par Jhuth Baanthta hai N...