Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 158 _MAL | Huquq ul Ibaad/Human Rights - 146 Download Audio AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db Jin Jin kee Gheebat kee hai uunse jab tak MuAafee Naa Maang lo tab tak Aisey BeChain raho jaisey Bimaaar Sheefa milney tak BeChain rahta hai !! Aaj Ka sabaq mein Hazrat Mufti Asif Laapuri sb db ne Gujishta kal ye Bataya tha ke Es Daur mein toa Naqal (Acting) uutaarneywale kee log Qadr kartey hai, uuskee Taareef kartey hai aur Naqal uutarney ko ek Fann (talent) mana jata hai !! Ab Aage Padhiye... Hakim ul Uummat-Mujaddeed e Millat Hazrat Mavlana Shah AshrafAlee Sahib Thaanvee rh Farmaya kartey thea ke Jab bhee koi Gunaah ho jaaye tab Tavbaah-Talaafee ke saath saath Apney uupar kuchh Jurmaana tay kar lo jaisey itnee Rakaatey Namaaz Ada karunga ya itney Paisey Sadaqauh karunga...Ye Gunaah kee aadat Nijaat ka Mujarrab Nuskhaah hai...!! • Point.....