Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 396 _MAL | Huquq ul Ibaad/Human Rights - 385 Download Audio AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db White Collar Choor-Daaku Kaun hai ?? Aksar Marney waley ke Maal par jiska Qabzaa hota hai wohee uuska NaaJaaiz Maalik ban Baithtaa hai hatta ke ShariAt ke Mutabiq Marney waley ke Maal mein se Favran Uuskee Baaqee Mahar, Qarz, Vasiyat, Miraas, Qazaa Namaaz-Rozeh ka Fideeyaa aur Haj e Badal wagairaah karney ka Inteejaam karna chaahiye....Ek Suee-Dhaaga bhee Waareeso kee Ijaazat ke bagair Apney Zaatee Istemaal mein Naheen lena chaaheeye.....Agar Ek bhee Waarees Ijaazat Naa de ya gair Haazeer ho ya koi Waarees NaaBaalig ho toa Marney waley kee koi bhee Maamulee Cheez ka Istemaal Naheen karna chaaheeye.... Soochaa Kabhee !! ShariAt kee Hifaazat ke liye BeHisaab Jalsey ho rahey hai lekin aksar Log Mukammal Miraas Taqseem Naheen karke ...