Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 391_MAL | Huquq ul Ibaad/Human Rights - 380
AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db
Har Maa 3 Takaaleef
Bardaasht kartee hai !!
Maa ka Darja Baap se Ziyaadaah hai kyuke Har Maa ye 3 Takaaleef Bardaasht kartee hai jo Baap Naheen karta :-
1) 9 Mahiney tak Mustakil Haameelaa (Pregnant) Avrat Hammaal (porter) kee tarah Bachchey ke Booj ko Pet mein uuthaatee hai !!
2) Dard e Wilaadat (Labour Pain) Bardaasht kartee hai !!
3) 2 Saal Bachchey ko Apna Dudh Pilaatee hai jismein Dard bee hota hai aur bachchaa kaat bhee leta hai !!
Badaaaaa Paaaaagal
Sab Achchhee tarah jaantey hai ke MaaBaap ke NaaFarmaan kee Halaakat kee BadDuAa par RasuluLLAH صلی اللہ علیہ وسلم ne Aameen kaha tha.
----------
• Bahoooooooooot Badaaaaaaaa Paaaaaaaagal hai wo MaaBaap ka NaaFarmaan jo Buzurgo se Apney liye DuAa karwaaney Masjid, KhaanQauh, Ijtemaah, Dargaah mein LINE lagata hai jab kee uuskee Halaakat kee BadDuAa 1438 Saal Pehle Qubuul ho Chukee hai yaanee Barbaadeeyaa uusey Barbaad karney ke kiye LINE laga Chukee hai !!
----------------------------------

RaDd e MudDaaee: Sabaq ki Simaaet (audio) ki Aham Baaton ko is Parchey (pamphlet) mein shaameel karney ki har mumkeen koshish ki gayee hai Phir bhi is Parchey (pamphlet) ke Aq’s e Barqi (electronic image) se Ilm haasil karney se Pehle ya Baad mey Sabaq ki Simaaet (Audio) sunney ki Raaey hai...
Disclaimer : Every effort has been taken to transcript the intact data from Audio of the Sabaq, and framing it in a Electronic Image of the Pamphlet, but further more it is recommended to listen the Audio of the particular Sabaq before or after acquiring scholarship by this Pamphlet..

Comments
Post a Comment