Hazrat Mufti Asif Lajpuri Saahib دامتبرکاتChaandRaat ki SunnatDuA | JumuAahRaat 19 March 2026 ko ChaandRaat hein. www.aajkasabaq.com
ChaandRaat kee SunnatDuAa by
Hazrat Mufti Asif Lajpuri Saahibدامتبرکات kaa SpeciaL Aaj ka Sabaq
ChaandRaat ki SunnatDuAa
Maah e ShawwaaL uL MukarRam
kee CHAANDRAAT
JumuAahRaat 19 MARCH 2026 ko
in sha ALLAH hai,
Maghrib se Pehle ya Baad Chaand Dekhkar (ya bila dekhey) ye Nabwee DuAaee Padh lijiye :
(Chaand dekhna mumkin Naa ho toa bila Chaand dekhe bhi DuAaee padhna durust hai)
اللَّهُمَّ أَهِلَّهُ عَلَيْنَا بِالْأَمْنِ وَالْإِيْمَانِ وَالسَّلَامَةِ وَالْإِسْلَامِ رَبِّي وَرَبُّكَ اللَّهُ هِلَالُ رُشْدٍ وَخَيْرٍ.
ALLAHumma Ahillahu Alayna bil Amni wal Imaani WasSalaamati wal Islaami Rabbi wa Rabbu-KALLAHu Hilaa-lu Rushdiw wa Khayrin.
અલ્લાહુમ્મ અહિલ્લહુ અલયના બિલ અમ્ની વલ ઇમાની વસ્સલામતી વલ ઇસ્લામી રબ્બિ વ રબ્બુકલ્લાહ હિલા-લુ રુશદિવ્વ ખયરિન.
अल्लाहुम्म अहिल्लहु अलयना बिल् अम्नी वल इमानी वस्सलामति वल इस्लामि रब्बि व रब्बुकल्लाह हिला-लु रुशदिव्व खयरिन ।
Tarjamaa
yaa ALLAH..ees Chaand ko humpar Amno-Amaan, Salaamati aur Islaam ke saath Tulu farmaa. aye Chaand...Tera aur Mera Rabb ek hi hai. aye ALLAH...(humarey liye) ye Hidaayat aur bhalaai wala Chaand ho.


Comments
Post a Comment