Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 613 _ MAL | Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail Hissa/Part No. 15 Download Audio AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db Shab e Qadr-2 Shab e Qard mein Ruh ul Quddus yaanee Hazrat Jibrail a.s. Farishton kee JamaAt ke Saath Naazeel hotey hai... Shab e Qadr mein Imaan aur Yakeen ke Saath ALLAH kee Baargaah mein Khade hone wale ke Tamaan Sageeraah (Chhotey) Gunaah MuAaf ho jaatey hai... QurAan mein Lai la Tul Qadr/Shab e Qadr ko 1000 Mahino se Afzal bataya hai aur Mafhum e Hadees ke Mutabiq Rama'Zaan ul Mubaarak ke Aakhree Ashrey kee (21,23,25,27,29) Taaq Raaton (Odd Nights) mein se koi Ek Raat mein ye Mubaarak Raat hongee lihaaza inn Tamaam Taaq Raaton mein es Fazail kee Talaash har Musalmaan ko karnee Chaaheeye.... Nukta...Point... Sirf 5 Raatey Ebaadat karne se 1000 Mahino se Ziyaadaah Ebaadat ka Sawaab milta hai esliye es Mubaarak...