Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 277 _MAL | Huquq ul Ibaad/Human Rights - 266 AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db Download Audio ALLAH aur Hazrat Muhammad صلی اللہ علیہ وسلم ko Sabse NaaPasand Kya Hai ???? Gujishta kal ke Aaj Ka Sabaq mein Hazrat Mufti Asif Laapuri sb db ne ye Bataayaa thaa ke Aaj ke Daur mein Har koi Apna Haq haasil karney kee Fiqr mein laga hai lekin ye bhul jata hai ke uuspar kiska Haq Ada karna Farz o Sunnat hai !! Mard ye Chahta hai ke uuskee Biwee kisee Dusrey Mard ko Naa Dekhey lekin Khud ye Bhul jata hai ke uusey bhee GairAurat ko Dekhna mana hai !! Nokar ye Chahta hai ke uuska Seth uuskee Mukammal Tankha Waqt par Ada karey lekin Khud ye Bhul jata hai ke uusey bhee Imaandaaree se Kaam karna Farz hai !! Aage Padhiye..... Deen e Islaam ne Miya Biwee ko Ek Dusro ke jo jo Huquq bataye hai agar uuspar Miya-Biwee Amal karey toa dono mein ...