Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
Aaj ka Sabaq no 60 Huquq ul Ibaad no 48 Download Audio AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db Ek Farishta Sakhi aur Kanjuus keHaq mein Rozana Duae karta hai ke... Kal Aaj Ka Sabaq mein Hazrat Mufti Asif Laajpuri sb db ne bataya tha ke RasulALLAH صلی اللہ علیہ وسلم jab bhi LenDen ka maamlaa karte toa Apney zimmein jo Leney ka Hisaab banta toa Hamesha Apney Haq se Kam Wasul karte aur jab Deney ka Hisaab banta toa Hamesha saamnewale ke Haq se Ziyaadaah ata Farmaatey thai !! ab aage padhiye.... ab aage padhiye........ Imaam e Aazam Hazrat AbuHaneefa urf e Hazrat Noamaan bin Saabit rh ne apne Shagirdo ke Naam Ek WasiyatNaama Likha hai :Jab kisi ke Saath BeWoSheeraa (LenDen) ka maamla ho toa uusko uuske Haq se Ziyaadaah hi de diya karo..kam Naa kiya karo...ye RasulALLAH صلی اللہ علیہ وسلم ki Sunnat hai...Hum Log Chand Khaas Khaas Sunnatein ada karke Mutmaen hokar Baith gaye hai !! Do Mafhum e Hadees : 1) Jo Shakhs kisi...