Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 151_MAL | Huquq ul Ibaad/Human Rights - 139 Download Audio AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db Hazrat abduLLAAH Ibn e Umar razi. ne Zaaleem BaadShaa Hajjaaj Ibn Yusuf ki Gheebat se bhee Mana kiya tha !!! Aaj Ka sabaq mein Hazrat Mufti Asif Laapuri sb db ne Gujishta kal ye Bataya tha ke Faasiq yaanee Khullam Khulla Gunaah karney wale ke har Gunaah kee Gheebat karna Jaiz Nahee hai...Gheebat ka Paimaana (Criteria) ye hai ke jis Gunaah ke Tazkirey se Gunaahgaar ko Parwaah Nahee hai uus Gunaah ka Tazkeeraah karna Gheebat Nahee hai aur Jis Gunaah ka Tazkeeraah ho ye Gunaahgaar ko NaaPasand ho uus Gunaah ka Tazkeeraah Gheebat mein Shumaar hai... Ab Aage Padhiye... Ameer ul Muamineen Sayyadna Hazrat Uumar razi. ke Saahib Zaadey Sayyadna Hazrat abduLLAAH Ibn e Uumar razi. ek Majlis mein Mavjud thea... kisi ne Zaleem BaadShaa Hajjaaj Ibn Yusuf ki Gheebat karna shuru kar diya toa...