Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 249 _MAL | Huquq ul Ibaad/Human Rights - 238 Download Audio AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db Sabse Behtareen Kaun Log hai ?? بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ وَعَاشِرُوهُنَّ بِالْمَعْرُوفِ Surah (No.04) Nisaa, Aayaat No. 19 (04:19 part) Mafhumi Tarjama : Apnee Biwiyo ke Satth Nek Bartaav-Achchha Suluuk-Bhalaai karo.. Mafhum e Hadees : Tum mein Sabse Behtareen wo Log hai jo Apnee Khawaateen ke Saath Achchha Bartaaw kartey hai aur Mai Tum mein Apnee Khawaateen ke Saath Behtareen Bartaaw karney wala hu !! (Tirmeezee Shareef, Hadeees No.1172) Tashreeh : Insaan kee Zindagee mein Pehlee Avrat uuskee Maa hotee hai...uuskey baad Daadee, Naanee, Khaala, Chaachee, Bahen wagairaah Avratey uuskee Zindagee mein Aatee hai....ye Sab Avratey uuskee Rishtedaar hotee hai aur Uumar mein Badee hotee hai esliye uusko inkey Saath Achchhaa ...