Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db KA Maah e Muharram ul Haraam ka Special Aaj ka Sabaq No.12 Download Audio AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db Maah e Muharram mein NIKAAH-SHAADEE karna koi Gunaah-Buraae-Nuqsaan-Aib NAHIN !! Saal ke kisi bhi Mahine mein Nikaah-Shaadee karna koi Gunaah-Buraae Nuqsaan-Aib NAHIN hai aur Islaam mein koi Mahina Manhus nahin hai !! * RasulALLAH صلی اللہ علیہ وسلم aur Sayyeednaa Hazrat Safiyaah razi. ka Nikaah bhi Maah e Muharram mein hua tha !! * RasulALLAHصلی اللہ علیہ وسلم ke Damaad Hazrat Usmaan Ghanee razi. aur Sayyeedaa Hazrat Uum e Kulsum ka Nikaah bhi Maah e Muharram mein hua tha !! * RasulALLAH صلی اللہ علیہ وسلم ke Nawaase Hazrat Husayan ke Waleed aur RasulALLAH صلی اللہ علیہ وسلم ke Damaad Hazrat Alee ...