Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 599 _ MAL | Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail Hissa/Part No. 01 Download Audio AAJ KA SABAQ by HAZfRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db Rama'Zaan kee Aamad par RasuluLLAAH صلی اللہ علیہ وسلم ka Aham Khutbaah/WaAz Mafhum e Hadees : Hazrat Salmaan Farsi razi. se Riwaayat hai ke RasuluLLAAHصلی اللہ علیہ وسلم ne Shaabaan kee Aakhree taareekh mein WaAaz Farmaaya : ....Tumpar Ek Mahina aa raha hai jo Bahoot Mubaarak hai...esmein Ek Raat hai Shab e Qadr jo Hazaaron Mahino se Badhkar hai ...eskey Rozeh ko ALAAH ne Tum par Farz farmaaya aur eeski Raaton ke Qayaam (Taraaweeh) ko Sawaab kee Cheez banaya hai....Jo es Mahine mein neki ke Saath ALLAH ka Qurb haaseel karey wo aisaa hai jaisey gair e Ramazaan mein Farz Ada Kiya aur jo ees Mahine mein Farz Ada karey wo aisa hai Jaisey gair e Ramazaan mein 70 Farz Ada Kiye….Ye Mahina Sabr ka hai aur Sa...