Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 411 _MAL | Huquq ul Ibaad/Human Rights - 400 Download Audio AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db Sirf Fazail e Miswaak hee logon ko bataana Deen ka Kaam Naheen, Ahsan yaanee Ek Talaaq ke Masail Logon mein Aam karna bhee Huquq ul Ibaad kee Adaaygee hai !! Miyaa-Biwee ka Rishtaa Sirf 1 Talaaq se hee Khatam ho sakta hai toa 3 Talaaq deney kee koi Zarur Naheen !! 90 % Musalmaano ko Ahsan yaanee 1 Talaaq se bhee Rishtaa Khatam ho jaata hai, dono kisee aur Mard/Avrat se dusrey Nikaah ke liye Aazaad ho jaatey hai aur Ek Talaaq ke baad agar dono Pashtaakar phir se Rishtaa Qaayam karna chahe toa bila Halaale dono ka dobaara Nikaah ho sakta hai !! Jab 90 % Musalmaano ko Ahsan ke Mutaaliq Ilm Naheen toa gairMuslim ko kaisey honga?? Natije mein gairMuslim 3 Talaaq ke Kaanuun ko BadNaam kartey hai, uuspar Film banatey hai ...