Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 228 _MAL | Huquq ul Ibaad/Human Rights - 217 Download Audio AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db Logon ke Saath uunke Mijaaz aur Akhlaaq ke Mutabiq Bartaav karna Deen ka Ek Aham Hissa, Huquq ul Ibaad kee Adaaygee aur Sunnat e Nabwee ka Ajeem Pehlu bhee hai !! Mafhum e Hadees : Logon ke Saath uunke Mijaaz aur Akhlaaq ke Mutabiq Bartaav karo !! Socha Kabhee ?? Koi Insaan Jaiz Mazaaq bhee Pasand Naheen karta toa uuske Saath Jaiz Mazaaq Naheen karna chahiye....Aaj Log whatsApp/Social Medias wagairaah par kisee ko koi Deenee-Dunyaawee Messages, Jokes, Images, Audios, Videos bhejtey Waqt uuskey Mijaaz ka Khayaal Naheen kartey !! Nukta...Point... Deenee Baat, Taqreer, Bayaan aur WaAz mein bhee Logon ke Mijaaz ka Khayaal rakhna chahiye...Aaj 70 % Log Daadhee Mundey hai...har Taqreer mein Daadhee Mundney kee Waeed Pesh karna Daadhee Mundo par Ziyaadate...