Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 235 _MAL | Huquq ul Ibaad/Human Rights - 224 Download Audio AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db Mahabbat ka Saheeh Matlab !! Ek Qaul...Ek Shaayree.. Jismein Mukammal Huquq ul Ibaad ka Sabaq hai !! DiL o Dimaag par Naqsh karne ke Kaabil Qaul aur Shaayree !! Ek Qaul...Jo Insaan ko Badal de... Hakim ul Uummat - Mujaddeed e Millat Hazrat Mavlana Shah AshrafAlee Sahib Thaanvee rh ka Ek Qaul hai jo DiL aur Dimaag par Naqsh karney ke Kaabil hai : Mahabbat Naam hee hai Mahbuub ko Raahat-Khushee Pahochaaney ka... Agar hum Haqeeqat mein MaaBaap, Bahen-Bhai, Biwee-Bachchey, Rishtedaar-Padoosee, Musalmaan aur Tamaam Insaano se Mahabbat kartey hai toa Humey Chaaheeye ke Humaaree taraf se inko Raahat-aaraam-Sukoon-Khushee Pahoochey aur Adna Darje kee Takleef bhee inko Humaaree Taraf se Naa Pahoche !! Ek Shaayree...Jo Insaan ko Badal de... MashHuur Shaayar Ji...