Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 186 _MAL | Huquq ul Ibaad/Human Rights - 174 Download Audio AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db Raahat ka Nuskhaah Aaj Ka Sabaq mein Hazrat Mufti Asif Laapuri sb db ne Gujishta kal ye bataya tha ke Sayyad tu TaaEefaa, Shaikh ul MashaaEeq Hazrat Haajee Imdaad ul Laah Muhaajir e Makkeeh rh ne ka Anmool Qaul hai ke : Ettehaad-Unity-Ekta ke liye Apney Andar 2 Baatey Paidaah karo : 1) TawaazuN (Atedaal/Balance in all aspects) 2) Esaar (dusro kee raahat ke liye apnee raahat kee qurbaanee dena) Aage Padhiye... Hakim ul Uummat-Mujaddeed e Millat Hazrat Mavlaanaa Shah AshrafAlee Sahib Thaanvee rh ne Zindagee mein Raahat haasil karne ka ye Nuskhaah bataya hai ke Logon se Kisee bhee Qism kee Bhalai kee Uummeed mat rakho balkee DiL mein Baat Paidaah kar lo ke Log toa Takleef hee detey hai...Ab agar koi Takl...