Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
Aaj ka Sabaq Audio Download Shab e MeaRaaj kee Haqeeqat - 4 BaituLLAAH se Bait ul Muqaddas kee Raat kee Safar ko Israah kaha jata hai aur Bait ul Muqaddas se Arsh e Azeem kee Safar ko Arabee mein Miraaj aur Pehelvee, Faarsee yaa Urdu mein Mea'Raaj kaha jaataa hai... Israa ka Lafzee Tarjamaah Raat kee safar (Night journey) hota hai... Miraaj ka Lafzee Tarjamaah Sidhee (Ladder) hota hai... Mearaaj ka Lafzee Tarjamaah Uurooj-Uuchaaee (Acendent) hota hai... Nukta Tamaam Ahkaam (Commandments) Zameen par diye gaye hai lekin Salaat/Namaaz ka Hukm (Commandment) Aasmaan par diyaa hai kyuke Tamaam Ahkaam mein sabse Aham Hukm Salaat/Namaaz hai lekin Afsoos Aaj humne es Aham Hukm ko hamaaree zindagee se dur kar diya hai...!!