Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 459 _MAL | Huquq ul Ibaad/Human Rights - 448 Download Audio AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db Nekiyo ko Fanaa Karney waalee Baateenee Bimaaree aur Nekiyo ko -Jalaa deney waalee Aag : Hasad-Jealousy-05 Urdu mein ek MisL (Misaal/Example/Quote) MashHuur hai :- ALLAAH Ganje ko Naakhoon Naa de (warna wo Khudko Zakhmee kar denga) Hasad ka Dusra Aasaan ilaaj ye hai ke....Agar Hum aisaa Mind-Set kar denge ke Humey Jo Jo Neamate Naheen Mili wo Hamaarey liye Nuqsaan ka Sabab hongi, ho sakta hai Hum uuskee Wajeh se Museebat, Gunaah, Azaab mein Mubtilaa ho jaatey.... Hasad ka Tisra Aasaan ilaaj ye hai ke Logon ke Paas kya hai kya Naheen uuskee Khabar mat rakho.... Nukta...Point... Petrol Engine mein Diesel daalna Nuqsaan hai waisaa hee Jo Neamat Humey Naheen milii wo Humaarey liye Nuqsaan ka Sabab ho sakti thee... ---------------------------------- RaDd e MudDaaee: ...