Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | AAJ KA SABAQ No. MAL-AKS-88 | Huquq ul Ibaad/Human Rights - 76 Download Audio AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db Amaanatdaari وَاتَّقُوا فِتْنَةً لَّا تُصِيبَنَّ الَّذِينَ ظَلَمُوا مِنكُمْ خَاصَّةً Surah (No.08) Anfaal, Aayaat No. 25 (08:25) Mafhumi Tarjama : Aur Daro Uus Fitney (Azaab) se Jo Nahin Pohchengee Sirf Zaaleemo par Tum mein Khaas kar (yaani Azaab Burey ke Saath Achchho par bhi aayenga kyuke wo Zaaleem ko Zulm se Nahin rokte) إِنَّ الْبَاطِلَ كَانَ زَهُوقًا Surah (No.17) Bani Israil, Aayaat No. 81 (17:81 part) Mafhumi Tarjama : Beshak Baateel Bhaagney wala hee tha... -- Beshak Baateel Bhaagney wala hee tha... Aaj Ka Sabaq mein Hazrat Mufti Asif Laajpuri sb db ne uupar wali QurAan ki aayaato se Bataya ke Baateel bhaagney ke liye hi aata hai lekin America-Europe Baateel hone ke Baawajud Taraqqee kar raha hai kyuke uunhoney Tijaarat mein Amaanatdaari ko Apnaya hai es li...