Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
Download Audio Fazail wa Masail e Muharram-4 AASHURAAH Yawm e Aashuraah Gham ki Taarikh Nahin hai !! Yawm e Aashuraah Gham ki Taarikh isliye Nahin hai kyuke is din Hazrat Husain bin Alee razi. aur dusre Sahaaba rizwn. Shaheed hue thai aur QurAan ki Surah (No.2) Baqraah ki Aayaat No. 154 ke mutabiq Shaheed ko toa Hayaat e Jaawaidaanee milti hai :- وَلَا تَقُولُوا لِمَن يُقْتَلُ فِي سَبِيلِ اللَّهِ أَمْوَاتٌ بَلْ أَحْيَاءٌ وَلَٰكِن لَّا تَشْعُرُونَ Tarjama : Jo log ALLAH ke raaste mein Qatl kar diye jaate hai uunhe Murda Naa kaho balki wo Zinda hai lekin Tum Nahin samajte aur Surah (No.3) Aale Imraan ki Aayaat No. 169 mein hai ke : وَلَا تَحْسَبَنَّ الَّذِينَ قُتِلُوا فِي سَبِيلِ اللَّهِ أَمْوَاتًا بَلْ أَحْيَاءٌ عِندَ رَبِّهِمْ يُرْزَقُونَ Tarjama : Jo log ALLAH ke raaste mein Qatl kar diye jaaye/shaheed kar diye jaaye uunhe Murda Naa kaho balke wo Zinda hai aur Apney Rabb ke paas se Rizq paate hai. -----------------------------------...