Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
Download Audio Saal mein sirf Ek Din Aaj Aashuraah (Sanichar/Saturday 24 Oct 2015) ke Din Padhney ka Anmool Wazeefaa * Jo Insaan Hoole DiL ho gaya ho yaani Jis Insaan ka DiL kamzoor ho gaya ho * Ghabhraahat hoti ho * Tijaarat-Kaarobaar-Bussiness mein Nuqsaan ya kisi aur Mushkeelaat ki wajeh se Himmat Toot gayi ho toa Aaj Aashuraah (Sanichar/Saturday 24 Oct 2015) ke Din Zawaal (midday) shuru hote hi yaani jaisey hi Suraj Sar se Dhalney lage Favran ye Wazeefaa Padhna Shuru kar dijiye : • 49 Martaba La Hawla wala Quwwata illa biLLAHil Aliyyil Azeem. • 688 Martaba Al QaweeYyul Mateen Aur phir apnee Pareshaani-Museebat-Takleef ke liye (Awwal-Aakhir 1+1 ya ziyaadaah martaba Durud Shareef ke Saath) DuAa kijiye kyuke is Waqt DuAa Qubuul hoti hai !! (Fataawaa Ashrafeeyaah Gujaraatee Jild/Vol-3, Safha/Page-87) Note : Ye Wazeefaa hai, Hadees NAHIN hai lihaaza isey Wazeefaa kahkar hi aage badhaeeye, bhul-chuk se bhi Hadees N...