Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
Download Audio AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db April Fool ki International Mazaaq ki Nahusat ~ Surah (No.33) Ahzaab, Aayat No. 58 (33:58) Mafhumi Tarjama : Aur Jo Log Tohmat lagatey hai Muameen Mard aur Muameen Avrato par bagair koi Gunaah kiye toa Uuthaya uunhoney (Booj) Bohtaan (ka ) aur Khuley Gunaah ka... Mafhum e Hadees : Jisney Humey Dhokha diya wo hummein se Naheen (hai) (Muslim Shareef) 1st April ka Message/Paighaam April Fool ka Maqsad Jhuth Bolkar kiseeko Bewaquf banana hai...aaeye Hum essey uulta karke 1st April se Ahad karey ke hum Hamesha Sach Bolkar logon ko Faaydaah pahochayenge in sha ALLAH.... Socha Kabhee....?? Har 1st April ko Musalmaano ke ilawa koi bhee Mazhab/Dharam/Religion/Organizations ke log 1st April ke Jhuth kee Mukhaalifat Nahee kartey kyuke Naa innke Paas Ulma (scholars) hai, Naa koi Ruhaanee Hidaayat (Divine Guideline) !! Nukta....Point.... Ahl e Dunya ke Nazdiq Jhuth Bolkar bh...