Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 466_ MAL | Huquq ul Ibaad/Human Rights - 455 Download Audio AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db 70,000 farishton kee DuAa milney kaa Sabab : Eyaadat -1 Mafhum e Hadees : RasuLULLAAH صلی اللہ علیہ وسلم ne Humey 7 Baaton ka Hukm diyaa : 1) Mareez kee Eyaadat karnaa... 2) Janaaze ke Pichhey Chalnaa...3) Chheenk (Sneez) ne ke Baad alhumduLILLAH kahne waalon ko yarhakumuLLAH jawaab mein kahnaa...4) Kamzoor kee Madad karnaa...5) Mazlum kee Imdaad karnaa...6) Salaam ko Riwaaj denaa...7) Kasam Khaaney waaley kee Kasam puraa karney mein Madad karnaa.. . (Bukhaaree Shareef) Tashreeh : RasuLULLAAH صلی اللہ علیہ وسلم ka Pehlaa Hukm Mareez kee Eyaadat kaa hai...Aaj ke Daur mein formality ke taur par sirf Rasm puree karney ke liye Eyaadat (pay a visit to a sick person) kee jaatee hai, Eyaadat karney waale ke DiL mein ye Baat hotee hai ke agar Hum k...