Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 382 _MAL | Huquq ul Ibaad/Human Rights - 371 Download Audio AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db 3 Talaaq Deney kee Sazaa Sirf Namaaz kee tAaleem hee Sunnat Naheen, 3 Talaaq aur Khulaa ka NaaHaq Istemaal Naheen karney Logon ko Samjaana bhee Huquq ul Ibaad kee Adaaygee hai !! Hakim ul Uummat-Mujaddeed e Millat Hazrat Mavlaanaa Shah AshrafAlee Sahib Thaanvee rh ke Khalifa Hazrat Mavlaana Shah Abraar ul Haq Sahib Hardoi rh ke Khalifa Hazrat Mavlaanaa Shah Hakim Muhammad Akhtar Sahib rh ne Farmaaya tha ke : BadSuratee kee Wajeh se Ek BadSurat Khaatoon ko uuskey Shohar ne 3 Talaaq dee...Khaatoon ne kaha ke agar BadSuratee kee wajeh se 3 Talaaq denee thee toa 6 Bachchey hone se pehle denee (yaa Shadee hee Naheen karnee) thee...3 Talaaq deney ke Baad uus Shakhs ne Dusree Shaadee kisee Haseen Khaatoon se kee magar kuchh Waqfe ke Baad hee uusey Faalij h...