Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
Download Audio Safar e MeAraaj - 7 Sabaq No. 539 se jaari… Masjid e Aqsa se SidRatil MunTaha (53:13-14) jaane ke liye Ek ‘MeAraaj’ (Nuuri sidi/Lightning Velocity Escalator) laayee gayee... ‘MeAraaj’ ke zariye SidRatil MunTaha ka safar shuru karne se pehle Efreed (taqaatwar dev 27:39) aur Jinnaat ke Shar se bachney ki ye DuAa Padhne ki Hazrat Jibrail a.s ne RasulALLAH صلی اللہ علیہ وسلم ko Darkhwaast ki :- A’uuzu Bi-WajhiLLAHil Kareemi wa bi Kalimaatil Laahit Taammatil Lati Laa-Yujaa Vi-zu-hunna Barruw wala Faarijun min Sharri Maa YanziluMinasSamaa-ee wa Sharri maa Ya’ruju Feeha, wa Sharri Maa Zara’Aa Feel Ardi, waSharri maa Yakhruju minha, wamin Fitnil Layli wanNahaar, wamin Tawaarikil LayliwanNahaari illa Taariqai Yatruku bi Khay-riy, Yaa Rahmaan Tarjama : mai ALLAH aur uuskey Kaamil aur Taaseer wale Kalimaat ke zariye ALLAH ki panaah maangta hu jin Kalimaat ke aage koi Nek-Bad Nahin badh sakta, uun Ta...