Skip to main content

Aaj ka Sabaq How to Search Aaj ka Sabq ? | Talaash kaise karey?

Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad  1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ●  Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...

Aaj ka Sabaq No. 540/15

Safar e MeAraaj - 7

Sabaq No. 539 se jaari…
Masjid e Aqsa se SidRatil MunTaha (53:13-14) jaane ke liye Ek ‘MeAraaj’ (Nuuri sidi/Lightning Velocity Escalator) laayee gayee...
‘MeAraaj’ ke zariye SidRatil MunTaha ka safar shuru karne se pehle Efreed (taqaatwar dev 27:39) aur Jinnaat ke Shar se bachney ki ye DuAa Padhne ki Hazrat Jibrail a.s ne RasulALLAH   صلی اللہ علیہ وسلم  ko Darkhwaast ki :-

A’uuzu Bi-WajhiLLAHil Kareemi wa bi Kalimaatil Laahit Taammatil Lati Laa-Yujaa Vi-zu-hunna Barruw wala Faarijun min Sharri Maa YanziluMinasSamaa-ee wa Sharri maa Ya’ruju Feeha, wa Sharri Maa Zara’Aa Feel Ardi, waSharri maa
Yakhruju minha, wamin Fitnil Layli wanNahaar, wamin Tawaarikil LayliwanNahaari illa Taariqai Yatruku bi Khay-riy, Yaa Rahmaan

Tarjama : mai ALLAH aur uuskey Kaamil aur Taaseer wale Kalimaat ke zariye ALLAH ki panaah maangta hu jin Kalimaat ke aage koi Nek-Bad Nahin badh sakta, uun Tamaam ki Buraaeeo se jo Aasmaano se uutarti hai aur Aasmaano par Chadhti hai aur Zameen mey phaili hue hai aur Zameen se Nikalti hai, Aur Raat-Din ke Fitno se aur Raat Din mey KhatKhataaney waalon se magar khair ke saath KhatKhataanewala ho…aye  Behad Meherbaan aur BeHad Raham karnewaale (ALLAH)…!!

[baHawaala (Hazrat) Moata Imaam Maalik (rh) aur Bikhrey Moti – 3 Safha 48]

(baaqi inshaALLAH kal ... To be continued...)
----------------------
RaDdeMudDaaee : Sabaq ki Audio ke Mutabiq ye Image ka Mazmun (matter) banaane ki har mumkeen koshish ki gayee hai lekin chunki ye parcha (image) banaanewala ek gairAalim hone ke wajeh se isme galti hone ke Imkaanaat hai, lihaaza Parchey (Image) se Ilm Haasil karne se Pehle ya Baad mey Sabaq ki Audio sunney ki raay hai.

Disclaimer : Every effort has been taken to transcript, summarize the Audio of the sabaq accurately and designing it, but as this exertion is contributed by a Non-Scholar (gairAalim), there are chances of inaccuracy in the same, therefore it is recommended to listen the Audio of the particular Sabaq before or after acquiring scholarship by this Image...

Comments

Popular posts from this blog

SAT.1️⃣2️⃣SEP.'26 ko ChaandRaat hein, ChaandRast kee Sunnat🤲DuAa Padh lijiye by Hazrat Mufti Asif Lajpuri Saahibدامت برکاتہم العالیہka Aaj Ka Sabaqआज क़ा सबक़آج کا سبق Aaj ka Sabaq https://www.aajkasabaq.com World No.1 Website for World No. 1 Aaj ka Sabaq Aaj Ka Dars e QurAan Aaj ka Wazeefa SpeciaL Aaj ka Sabaq by Hazrat Mufti Asif Lajpuri Saahib DB. Mail your Mobile Number to aajkasabaq.com@gmail.com or WhatsApp your Mobile Number to +918689845277 to Join Aaj ka Sabaq WhatsApp Group/BroadCast List.

Download  Audio SPECIAL AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAJPURI sb db Maah e Rabi uuL Aaakhar  1449 ChaandRaat kee SunnatDuAa Baroz Satur Day 12 September 2026 ko Chaand Dekhkar yaa Chaand Nazar asne kaa Ailaan hotey hee ChaandRaat ke ye SunnayDuAa padhkar 100 Shaheedo kaa Sawaab haaseeL kijiye. اللَّهُمَّ أَهِلَّهُ عَلَيْنَا بِالْأَمْنِ وَالْإِيْمَانِ وَالسَّلَامَةِ وَالْإِسْلَامِ رَبِّي وَرَبُّكَ اللَّهُ هِلَالُ رُشْدٍ وَخَيْرٍ. ALLAHumma Ahillahu Alayna bil Amni wal Imaani WasSalaamati wal Islaami Rabbi wa Rabbu-KALLAHu Hilaa-lu Rushdiw wa Khayrin. અલ્લાહુમ્મ અહિલ્લહુ અલયના બિલ અમ્ની વલ ઇમાની વસ્સલામતી વલ ઇસ્લામી રબ્બિ વ રબ્બુકલ્લાહ હિલા-લુ રુશદિવ્વ ખયરિન. अल्लाहुम्म अहिल्लहु अलयना बिल् अम्नी वल इमानी वस्सलामति वल इस्लामि रब्बि व रब्बुकल्लाह हिला-लु रुशदिव्व खयरिन । Tarjamaa yaa ALLAH..ees Chaand ko humpar Amno-Amaan, Salaamati aur Islaam ke saath Tulu farmaa. aye Chaand...Tera aur Mera Rabb ek hi hai. aye ALLAH...(humarey liye) ye Hidaayat aur bhalaai wala Chaand ho. ...

Hazrat Mufti Asif Lajpuri Saahib دامتبرکاتkaa SpeciaL Aaj Ka Sabaq JumuAahRaat-Thursday 27 AUGUST '2026 se shuru Ayyaam e Beez ke3️⃣Rozeh (27-28-29 AUGUST '2026) Rakhkar Ek Gaayab-Lupt-Vanished-Disappeared Sunnat ko Zindaah karke 1️⃣0️⃣0️⃣ Shaheedo kaa Sawaab haasiL kijiye...

Download  Audio SPECIAL AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAJPURI sb db Maah e Rabi uuL AwwaL  1449 Ayyaam e Beez ke 3 Sunnat Rozeh Baroz JumuAahRaat-JumuAah-Sanichar 27-28-29 AUGUST  '2026 ko Ayyaam e Beez ke 3 SunnatRozeh hein jismein JumuAahRaat kaa SunnatRozah bhee ShaamiL hein. * Nasaaee Shareef kee Hadees No. 2410 ke Mutabiq Har Mahiney Teen Rozeh rakhna Umar par Rozaah Rakhney Jaisaa hai !! * Hakim ul Uummat-Mujaddeed e Millat Hazrat Shah AshrafAlee Sahib Thaanvee rh  ki Kitaab  Beheshti Zevar Safha Number 137 ke mutabiq ye Teen Rozho ka Sawaab Ek Saal ke Rozeh ke Barabur hai !! https://www.aajkasabaq.com/2019/06/no_0.html?m=1 Aaj ka Sabaq aajkasabaq.com