Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 368 _MAL | Huquq ul Ibaad/Human Rights - 357 Download Audio AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db Expired Dawaa Dunya ke Nuqsaan ka Sabab hai, Haraam Geeza Aakhirat ke Nuqsaan ka Sabab hai !! Gujishta kal Aaj Ka Sabaq ke mein Hazrat Mufti Asif Laajpuri sb db ne ye bataaya tha ke Mard ke Jism mein Paidaah hone wala Manee (Semen) agar Haraam Geeza se bana honga yaa BachchaaDaanee (Womb) mein Tayyar ho rahey Bachchey ke Jism mein Haraam Geeza se Bana hua Maa ka Khoon (ovum) daakhil honga toa uuska ReAction Bachchey ke Akhlaaq o Kirdaar (Role & Character) par honga aur Bada hone ke Baad ye Haraam Geeza Huquq uLLAAH aur Huquq ul Ibaad Ada karney mein Rukaawat ka Sabab ban sakta hai.... Aage Padhiye... Haraam Paisey se Halaal Geeza ya Cheez Khareed kar Khaana ya istemaal karna aisaa hai jaisey Badee Company kee wo Dawaa ka istemaal karna jo...