Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | AAJ KA SABAQ No. MAL-AKS-130 | Huquq ul Ibaad/Human Rights - 118 Download Audio AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db Khud par hue Zulm ka Izhaar karna... لَّا يُحِبُّ اللَّهُ الْجَهْرَ بِالسُّوءِ مِنَ الْقَوْلِ إِلَّا مَن ظُلِمَ وَكَانَ اللَّهُ سَمِيعًا عَلِيمًا Surah (No.04) Nisaa, Aayaat No. 148 (04:148 part) Mafhumi Tarjama : Nahee Pasand karta ALLAH Buree Baat kahne ko magar Jispar Zulm hua ho... . Ab Aage Padhiye... Aaj ka Sabaq Mein Hazrat Mufti Asif Laajpuri sb db ne Es Aayaat ke Mafhum mein ye bataya ke Jinpar Zulm hua ho wo Police ya Court ko Zaaleem ke Zulm ke mutaalliq kuchh bhi milaaye bagair Haqeeqat bataye toa espar Gheebat ka Gunaah Nahee honga...agar kisi wajeh se wo Zaleem par Kanoonee Kaarwaae (legal action) Nahee le sakta ho toa agar wo Logon ke saamne Zaleem ke Zulm kee Haqeeqat batakar Apna Ghussa Thanda karey aur Itmeenaan haasil karey toa bhi espar ...