Skip to main content

Aaj ka Sabaq How to Search Aaj ka Sabq ? | Talaash kaise karey?

Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad  1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ●  Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...

Aaj ka Sabaq

HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db ke
Radd e Shakeel Bin Haneef
par diye gaye Pehle Album ke 17 aSbaaq ka
Muqaddamaa-Introduction
Har koi jaanta hai ke Imaan (belief) ka Looteraa yaani Khudsaakhta (Self-Proclaimed) i'saa bin maryum (jhutha/fake) yaani BaZaam e Khud (Self-Styled) imaam mehdi (jhutha/fake) yaani jhutha/fake aur BanBaithaa (Self-Seated) Hazrat Ji yaani Haqeeqatan Shakeel bin Hanif ne Teen-Teen Jhuthe Daawe kiye hai :-
1) har koi jaanta aur maanta hai ke Hazrat I'saa Bin Maryum a.s. ko aaj ki taarikh tak Maut Nahin aayee hai, ALLAH ne uunko Aasmaan par uutha liya tha aur ab bhi Aasmaan par Zinda hai aur Islaam mein Wilaadat e Saani (second birth/rebirth) ka Tasawwur hi Nahin uuske baawajud Shakeel Bin Haneef ne i'saa bin maryum ki hasiyat se Khud Paidaah hone ka Jhutha Daawa kiya hai !!
2) har koi jaanta aur maanta hai ke Dajjaal ke Khuruj (exit) ke Pehle Hazrat Imaam Mahdi razi ka Zuhuur honga aur Dajjal ke Khuruj ke baad Hazrat I'saa Bin Maryum a.s. Aasmaan se Zinda Naazil hokar Dajjaal ka Qatl karenge uuske baawajud Shakeel Bin Haneef ne Khud imaam mahdi hone ka bhi Jhutha Daawa kiya hai !!
3) har koi jaanta aur maanta hai ke Deen par chalne ke liye taa Qayaamat
Nahej e Rasul hi Maqbuul (valid) hai uuske baawajud Shakeel Bin Haneef ne Khudko ALLAH ki Jaaneeb se Bila Wahee sirf Elhaam ke zariye Nayee-Nahej milne ka Jhutha Daawa kiya hai !!
Note :- Radd e Shakeel Bin Haneef ke 1+17=18 aSbaaq ke uunwaanaat ki jaankaari ke liye hi ye 1+17=18 Images banayee gayee hai lihaaza Mukammal Maalumaat ke liye Audio ko hi Sune/Sunaaye/Forward kijiye.
IN 18 IMAGES SE 1% BHI MAALUMAAT NAHIN HONGI.
•Punch Line•
Dunya ke Tamaam Musalmaano ka es par Imaan hai ke Qayaamat tak sirf Nahej e Nabuwat hi Dunya aur Aakhirat ki Kaamyaabi ka Sabab hai !!
Shakeel Bin Haneef agar mahdi/i'saa hone ka Jhutha Dawaa Nahin bhi karta toa bhi ALLAH ke Taraf se ilhaam ya Wahee ke Zariye Nayee Nahej milney ka Jhutha Dawaa karne par bhi
Shakeel Bin Haneef aur uuske Jhuthey Dawey ko Haq Maannewale Cheley Kharij e Islaam ho gaye hai !!
Radd e Shakeel Bin Haneef ki Tamaam 17+1+18 Audios ka Album ye website par mavjud hai :-
www.shakeelbinhanif.blogspot.com

Comments

Popular posts from this blog

ChaandRaat kee SunnatDuAa Padh lijiye MangaĹ 16 June '26 ChaandRaat ki SunnatDuAa Padh lijiye Aaj Ka Sabaq Hazrat Mufti Asif Lajpuri Saahibدامت برکاتہم العالیہka Aaj Ka Sabaqआज क़ा सबक़آج کا سبق Aaj ka Sabaq https://www.aajkasabaq.com World No.1 Website for World No. 1 Aaj ka Sabaq Aaj Ka Dars e QurAan Aaj ka Wazeefa SpeciaL Aaj ka Sabaq by Hazrat Mufti Asif Lajpuri Saahib DB. Mail your Mobile Number to aajkasabaq.com@gmail.com or WhatsApp your Mobile Number to +918689845277 to Join Aaj ka Sabaq WhatsApp Group/BroadCast List.

Download  Audio SPECIAL AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAJPURI sb db Maah e Safar uuL MuzafFar  1449 ChaandRaat kee SunnatDuAa Baroz Budh-WednesDay 15 JULY 2026 ko Chaand Dekhkar yaa Chaand Nazar asne kaa Ailaan hotey hee ChaandRaat ke ye SunnayDuAa padhkar 100 Shaheedo kaa Sawaab haaseeL kijiye. اللَّهُمَّ أَهِلَّهُ عَلَيْنَا بِالْأَمْنِ وَالْإِيْمَانِ وَالسَّلَامَةِ وَالْإِسْلَامِ رَبِّي وَرَبُّكَ اللَّهُ هِلَالُ رُشْدٍ وَخَيْرٍ. ALLAHumma Ahillahu Alayna bil Amni wal Imaani WasSalaamati wal Islaami Rabbi wa Rabbu-KALLAHu Hilaa-lu Rushdiw wa Khayrin. અલ્લાહુમ્મ અહિલ્લહુ અલયના બિલ અમ્ની વલ ઇમાની વસ્સલામતી વલ ઇસ્લામી રબ્બિ વ રબ્બુકલ્લાહ હિલા-લુ રુશદિવ્વ ખયરિન. अल्लाहुम्म अहिल्लहु अलयना बिल् अम्नी वल इमानी वस्सलामति वल इस्लामि रब्बि व रब्बुकल्लाह हिला-लु रुशदिव्व खयरिन । Tarjamaa yaa ALLAH..ees Chaand ko humpar Amno-Amaan, Salaamati aur Islaam ke saath Tulu farmaa. aye Chaand...Tera aur Mera Rabb ek hi hai. aye ALLAH...(humarey liye) ye Hidaayat aur bhalaai wala Chaand ho. ...

Hazrat Mufti Asif Lajpuri Saahib دامتبرکاتkaa SpeciaL Aaj Ka Sabaq Mon 29 June '2026 se shuru Ayyaam e Beez ke3️⃣Rozeh (29-30 June '2026 -1 July '2026 ko) Rakhkar Ek Gaayab-Lupt-Vanished-Disappeared Sunnat ko Zindaah karke 1️⃣0️⃣0️⃣ Shaheedo kaa Sawaab haasiL kijiye...

a Download  Audio SPECIAL AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAJPURI sb db Maah e MuharRam uuL Haraam  1449 Ayyaam e Beez ke 3 Sunnat Rozeh Baroz MON.-TUE.-WED. 29-30 JUNE  '2026  aur 1 July '2026 ko Ayyaam e Beez ke 3 SunnatRozeh hein jismein PiR Momday kaa SunnatRozah bhee ShaamiL hein. * Nasaaee Shareef kee Hadees No. 2410 ke Mutabiq Har Mahiney Teen Rozeh rakhna Umar par Rozaah Rakhney Jaisaa hai !! * Hakim ul Uummat-Mujaddeed e Millat Hazrat Shah AshrafAlee Sahib Thaanvee rh  ki Kitaab  Beheshti Zevar Safha Number 137 ke mutabiq ye Teen Rozho ka Sawaab Ek Saal ke Rozeh ke Barabur hai !! https://www.aajkasabaq.com/2019/06/no_0.html?m=1 Aaj ka Sabaq aajkasabaq.com