Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 544_MAL |
Waadaah Khilaafee- Renege-03
AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db
Hazrat MuAaweeyaah razi. ka ImaanAfrooz Qissaa
Gujishta kal Aaj Ka Sabaq No. 542 aur 543 mein Hazrat Mufti Asif Laajpuri sb db ne Hazrat Huzaifaah Ibn ul Yamaan razi. aur Uunke Waaleed Muhataram Hazrat Yamaan razi. ka Waadey ko Nibhaaney ke muTaaliq ImaanAfroz Qissaa bataya tha ke Jaan bachaaney aur Majburee mein dono ne jo Waadaah Abu Jahel se kiyaa tha uusey bhee Nibhaaya tha....
Aage Padhiye...
Islaam kee tAalim ye hai ke Waadaaah khub Sooch Samajhkar karo aur Ek Martaba Waadaah kar liya phir uusey koi bhee Qeemat par Nibhaana chaahiye....aisaa aur Ek Imaanafroz Qissaa hai jismein Hazrat MuAaweeyaah razi. ne bhee gair-Imaanee se kiyaa Waadaah/Ahad kaisey Nibhaayaa ye Aaj ka Sabaq No. 544 kee Audio mein Zarur Suneeye....
Nukta...Point....
Aaj ke Daur mein toa Waadaah karney wala pehley hee Waadaah Khilaafee ke liye tayyaar rahta hai aur jissey Waadaah kiya hai uusey bhee pehley se hee ye Andaaza hota hai ke 99% Merey Saath Waadaah Khilaafee hongee esliye wo bhee tayyar hee rahta hai aur waadaah Khilaafee hone par kuchh Naheen bolta !!
----------------------------------

RaDd e MudDaaee: Sabaq ki Simaaet (audio) ki Aham Baaton ko is Parchey (pamphlet) mein shaameel karney ki har mumkeen koshish ki gayee hai Phir bhi is Parchey (pamphlet) ke Aq’s e Barqi (electronic image) se Ilm haasil karney se Pehle ya Baad mey Sabaq ki Simaaet (Audio) sunney ki Raaey hai...
Disclaimer : Every effort has been taken to transcript the intact data from Audio of the Sabaq, and framing it in a Electronic Image of the Pamphlet, but further more it is recommended to listen the Audio of the particular Sabaq before or after acquiring scholarship by this Pamphlet..

Comments
Post a Comment