Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
SPECIAL AAJ KA SABAQ NO. 3
by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db
31 Dec. aur 1 Jan. ki Raat ka
NaaJaiz Jash'n-Celebration
وَلَا تُلْقُوا بِأَيْدِيكُمْ إِلَى التَّهْلُكَةِ
~ Surah (No.02) Baqraah, Aayat No. 195 (02:195 part)
Mafhumi Tarjama : ...Aur (gair Sharaee kaam karke) Mat Daalo Apne Haatho (Apnee jaano ko) Halaakat (gunaah, barbaadi, ) mein...
Mafhum e Hadees :
Jo Insaan jis Qaum ki Mushabahat (Naqal) Ikhtiyaar karenga wo (Qayaamat mein) uunhee mein se honga....(uuska hashr uunhee logon ke saath honga)
. Nukta .
Kabhi Socha ??
Jo Mazhab/Dharam ka ye Tahwaar hai wo log Kabhi Hamarey Saath Eid manaatey hai ??
Jab wo log Hamari Mushabahat Nahin karte toa Hamey Kyu uunki Mushabahat karke Gunaah mein mubtila hona chahiye ??

Comments
Post a Comment