Search karneka Aasaan Tareeqaah sirf number daalkar search karne se bahoot saare dusre posts bhee search result mein aayenge jaise aaj ka sabaq no. 1 chaahiye toah agar sirf 1 search karenge toah aaj kao sabaq 1 ke saath saath 11, 111 aur sirf aaj ka sabaq hi naheen aaj ka dars e quraan ke bhee 1, 11 wagairaah aa jaayengaa eesliye subject aur number daaliye jaise ● aaj kaa dars e quraan 1, 2, 3....1111 ya sirf quraan 1, 2....1111 ● huquq ul ibaad 1 2 3.....500 yaa sirf Rights 1, 2 ....500 ● MaaBaap-1, 2, 100 ● jhuth 1, 2, 3 ...100 ● s akhawat 1, 2, ....200 ● fazail e duruud 1 2 3.....500 ● hayaatuusSahaabaah 1 2 3....1100 ● sirat un nabi 1 2 3....1100 ● sirat e ambiyaa 1 2 3...1111 ● valentine day ● 31st dec. aur 1st jan ki raat ka night ka... ● april fool ● Rama'Zaan ul Mubaarak ke Fazail aur Masail 1, 2 , ...30 ● Miraas ko Taqseem karna 1, 2, ....100 ● Note 1 2 3 ● Bumper Offer zil hijja ke 9 rozeh ● 1 2 3 talaaq ● radd e shakeel ● dajjaal ● mazaaq ● Aaj hee Apney Maa...
AAJ MangaL se Shuru 1-2-3 Aug. 2023 KO AYYAAM E BEEZ KE 3 SUNNAT ROZEH HEIN JISMEIN JUMUAAH'RAAT/THURSDAY KAA SUNNAT ROZAH BHEE SHAAMEEL HEIN. IMAGE AUR AUDIO KE LIYE READ MORE PAR CLICK/TAPE KIJIYE.
Hazrat Mufti Asif Lajpuri Saahib DB kaa SpeciaL aajkasabaq.com No.2
Ayyaam e Beez ke Teen Sunnat Rozeh +
JumuAahRaat/ThursDay ka Sunnat Rozah
JumuAahRaat/ThursDay ka Sunnat Rozah
13-14-15 Maah e Muharram uL Haraam ke Mutabiq
1-2-3 Aug 2023
baroz
MangaL-Budh-JumuAahRaat
ko hai yaanee es Maah Ayyaam e Beez ke Teen Sunnat Rozoh mein JumuAahRaat-ThursDay ka Sunnat Rozah bhee Shaameel hein yaanee Do Gunaa Faaydaah...!!
1-2-3 Aug 2023
baroz
MangaL-Budh-JumuAahRaat
ko hai yaanee es Maah Ayyaam e Beez ke Teen Sunnat Rozoh mein JumuAahRaat-ThursDay ka Sunnat Rozah bhee Shaameel hein yaanee Do Gunaa Faaydaah...!!
* Nasaaee Shareef kee Hadees No. 2410 ke Mutabiq Har Mahiney Teen Rozeh rakhna Umar par Rozaah Rakhney Jaisaa hai !!
* Hakim ul Uummat-Mujaddeed e Millat Hazrat Shah AshrafAlee Sahib Thaanvee rh ki Kitaab Beheshti Zevar Safha Number 137 ke mutabiq ye Teen Rozho ka Sawaab Ek Saal ke Rozeh ke Barabur hai !!
Comments
Post a Comment