Skip to main content

Posts

Showing posts from March 15, 2026

Eidein kee Raaton kee Fazeelat

No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 621 _ MAL |  Eidein kee Raaton  kee Fazeelat Download  Audio AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db Eidein kee Raaton  kee Fazeelat Mafhum e Hadees : Jo Eidein (Eid ul Fitr/Rama'Zaan Eid aur Eid ul Azha/Bakraa Eid) kee (Pichhlee) Raaton mein Sawaab talab karney ke liye BeDaar (Ebaadat ke liye jaagta) raha uuska DiL uus Din Zindaah rahengaa jis (Qayaamat ke) Din Sab ke DiL Murdaah honge... (Ibn e Maajaa) Inaam kee Raat Eid kee Raat ko Lai La TuuL Jaayzaa yaanee Inaam kee Raat kaha jata hai yaanee ALLAH ke taraf se Inaam diya jata hai !! ---------------------------------- RaDd e MudDaaee:  Sabaq ki Simaaet (audio) ki Aham Baaton ko is Parchey (pamphlet) mein shaameel karney ki har mumkeen koshish ki gayee hai Phir bhi is Parchey (pamphlet) ke Aq’s e Barqi (electronic image) se Ilm haasil karney se Pehle ya Baad mey Sabaq ki Simaaet (Audio) sunney ki Raa...

Eid ul Fitra aur Sadaqat ul Fitr ke Ahkaam

No.1 Website for Aaj ka Sabaq | Aaj ka Sabaq No. 622 _ MAL |  Eid ul Fitra aur Sadaqat ul Fitr ke Ahkaam Download  Audio AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db Eid ul Fitra aur  Sadaqat ul Fitr ke Ahkaam 1) MaalDaar Insaan ko Apney taraf se Ghareebo ko Sadaqauh e Fitr Eid kee Namaaz se Pehle dena WAJEEB hai.... 2) MaalDaar Insaan ko Apney Ghar ke Tamaam NaaBaaligh kee taraf se bhee Ghareebo ko Sadaqauh e Fitr dena Chaaheeye.... ZARUREE MASAIL AUDIO MEIN SUNNE KEE DARKHWAAST HAI... Sadaqauh e Fitr mein bhee Setting !! Kuchh MaalDaar Avratey Eid se 2-3 Din Pehle Apney Ghareeb RishteDaar kee Biwee/Ladkeeyaa ko Apney Ghar bulaakar Ghar kee Safai wagairaah ka Kaam karaakar Eid kee Pichhlee Raat uunko Sadaqauh e Fitr dekar Ghar ka Kaam Muft mein kara letee hai !! ---------------------------------- RaDd e MudDaaee:  Sabaq ki Simaaet (audio) ki Aham Baaton ko is Parchey (pamphlet) mein shaameel karney ki har mumk...

Hazrat Mufti Asif Lajpuri Saahib دامتبرکاتChaandRaat ki SunnatDuA | JumuAahRaat 19 March 2026 ko ChaandRaat hein. www.aajkasabaq.com

Download  Audio ChaandRaat kee SunnatDuAa by Hazrat Mufti Asif Lajpuri Saahibدامتبرکات kaa SpeciaL Aaj ka Sabaq ChaandRaat ki SunnatDuAa Maah e ShawwaaL uL MukarRam  kee CHAANDRAAT JumuAahRaat 19 MARCH 2026 ko in sha ALLAH hai, Maghrib se Pehle ya Baad Chaand Dekhkar (ya bila dekhey) ye Nabwee DuAaee Padh lijiye : (Chaand dekhna mumkin Naa ho toa bila Chaand dekhe bhi DuAaee padhna durust hai) اللَّهُمَّ أَهِلَّهُ عَلَيْنَا بِالْأَمْنِ وَالْإِيْمَانِ وَالسَّلَامَةِ وَالْإِسْلَامِ رَبِّي وَرَبُّكَ اللَّهُ هِلَالُ رُشْدٍ وَخَيْرٍ. ALLAHumma Ahillahu Alayna bil Amni wal Imaani WasSalaamati wal Islaami Rabbi wa Rabbu-KALLAHu Hilaa-lu Rushdiw wa Khayrin. અલ્લાહુમ્મ અહિલ્લહુ અલયના બિલ અમ્ની વલ ઇમાની વસ્સલામતી વલ ઇસ્લામી રબ્બિ વ રબ્બુકલ્લાહ હિલા-લુ રુશદિવ્વ ખયરિન. अल्लाहुम्म अहिल्लहु अलयना बिल् अम्नी वल इमानी वस्सलामति वल इस्लामि रब्बि व रब्बुकल्लाह हिला-लु रुशदिव्व खयरिन । Tarjamaa yaa ALLAH..ees Chaand ko humpar Amno-Amaan, Salaamati aur Islaam ke saath Tulu farmaa. aye Chaand...T...